Koi Fariyad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise.
Tune Aankhon Se Koi Baat Kahi Ho Jaise.
Jagte Jagte Ek Umr Kati Ho jaise.
Jan Baki Hai Magar Saans Ruki Ho Jaise.
Har Mulakat Pe Mehsos Yehi Hota Hai.
Mujh se Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise.
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai.
Woh Nazar Chup k Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise.
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar.
Zindagi Tez Bahut Tez Chali Ho Jaise.
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main.
Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise.
Urdu poetry (Urdu: اُردُو شاعرى Urdū S̱ẖāʿirī) is a rich tradition of poetry and has many different forms. ... Meer, Dard, Ghalib, Anees, Daag Dehlvi, Dabeer, Iqbal, Zauq, Josh, Akbar, Jigar, Faiz, Firaq, Shakeb Jalali, Ahmad Nadeem Qasmi, Shair, Mohsin, Faraz and Faizi are among the greatest poets of Urdu. 2 line poetry, ghazals,
ADS
Monday, May 7, 2012
Jab Garz Hoi Tab Payar Kia ,
Jab Garz Hoi Tab Payar Kia ,
Jab Waqt Mila Tab Yaad Kia.
Ab Or Haqiqat Kia Likhon.
Is Door K Mukhlis Logo'on Ki.
Jab Waqt Mila Tab Yaad Kia.
Ab Or Haqiqat Kia Likhon.
Is Door K Mukhlis Logo'on Ki.
"K�i Kya Mer� Intez�r K�r�y G�"
"Kòi Kya Merå Intezår Kåråy Gå"
"Åpñi Ziñdågi Mere Liye Bekåår Kårey Gå"
"Håm Koñ $å Ki$i K Liye Khåå$ Håiñ"
"Kyå $OÇH Kar Koi Hamåiñ Yååd Karay ga..
"Åpñi Ziñdågi Mere Liye Bekåår Kårey Gå"
"Håm Koñ $å Ki$i K Liye Khåå$ Håiñ"
"Kyå $OÇH Kar Koi Hamåiñ Yååd Karay ga..
Ijazat Agr Ho to Behak Jaun, Tery Honton ko Choom kr.
Ijazat Agr Ho to Behak Jaun, Tery Honton ko Choom kr.
=JAN=
Suna Hai Sharab Aur Laab-E-Yaar Me, koi Fark Nai Hota.
=JAN=
Suna Hai Sharab Aur Laab-E-Yaar Me, koi Fark Nai Hota.
Sunday, May 6, 2012
Kaha Maine K Kab Yeh Zindagi Khusboo Lagi Tum ko.
Kaha Maine K Kab Yeh Zindagi Khusboo Lagi Tum ko.
Woh Bola Bay Khayali Main Tujhe Jab Chhoo Lia Maine.
Woh Bola Bay Khayali Main Tujhe Jab Chhoo Lia Maine.
na kisi ki ankh ka nur hun.
na kisi ki ankh ka nur hun.
na kisi k dil ka qarar hun.
jo kisi k kam na a saky. main wo ek musht-e-gubar hun.
na to main kisi ka habib hun.
na to main kisi ka raqib hun
jo bigar gaya wo nasib hun.
jo ujar gaya wo dayar hun.
mera rang-rup bigar gaya.
mera yar mujh se bichar gaya.
jo chaman fizan mein ujar gaya.
main usi ki fasl-e-bahar hun.
parhne fateha koi aye kyun.
koi char phul charhaye kyun.
koi ak shamma jalaye kyun.
main wo bekasi ka mazar hun.
main nahin hun nagma-e-janfishan.
mujhe sun k koi karega kya.
main bare barog ki hun sada.
main bare dukh ki pukar hun.
na kisi k dil ka qarar hun.
jo kisi k kam na a saky. main wo ek musht-e-gubar hun.
na to main kisi ka habib hun.
na to main kisi ka raqib hun
jo bigar gaya wo nasib hun.
jo ujar gaya wo dayar hun.
mera rang-rup bigar gaya.
mera yar mujh se bichar gaya.
jo chaman fizan mein ujar gaya.
main usi ki fasl-e-bahar hun.
parhne fateha koi aye kyun.
koi char phul charhaye kyun.
koi ak shamma jalaye kyun.
main wo bekasi ka mazar hun.
main nahin hun nagma-e-janfishan.
mujhe sun k koi karega kya.
main bare barog ki hun sada.
main bare dukh ki pukar hun.
Bujhey Bujhey Sey Ajeeb Din Hein
""Bujhey Bujhey Sey Ajeeb Din Hein
""Khuwab Hey Na Khayaal K0i
""Na Manzar0n Mein K0i Kashish Hei
""Na Mosam0n Mein Jamaal K0i
""Hum Aik Do0jey K0 Apni Apni
""Adh00ri Aankh0n Sey Dekhtey Hein
""Humari Bars0n Ki Chahat0n Par
""Uttar Raha Hai Zawaal K0i
""J0 Hansna Chahein T0 Ashk Niklein
""J0 Rona Chahein T0 Hanstey Jayein
""Humarey Jazbaat Girvi Rakh Kar
""Bana Raha Hey Misaal K0i.
""Khuwab Hey Na Khayaal K0i
""Na Manzar0n Mein K0i Kashish Hei
""Na Mosam0n Mein Jamaal K0i
""Hum Aik Do0jey K0 Apni Apni
""Adh00ri Aankh0n Sey Dekhtey Hein
""Humari Bars0n Ki Chahat0n Par
""Uttar Raha Hai Zawaal K0i
""J0 Hansna Chahein T0 Ashk Niklein
""J0 Rona Chahein T0 Hanstey Jayein
""Humarey Jazbaat Girvi Rakh Kar
""Bana Raha Hey Misaal K0i.
Kisi ne aj mujse kaha
Kisi ne aj mujse kaha-apki aankhein bari pyaari lag rahi hain....
" "
"T0 maine kaha-aksar baarish ke baad mausam pyara h0 hi jaata he
" "
"T0 maine kaha-aksar baarish ke baad mausam pyara h0 hi jaata he
Na Tarapta Dil Na Roti Aankhein
Na Tarapta Dil Na Roti Aankhein Na Labon Pe Naam Koi Or Hota.
Ham Teri Tamanna Hi Kyun Karte Agar Tere Jesa Koi Or Hota.
Ham Teri Tamanna Hi Kyun Karte Agar Tere Jesa Koi Or Hota.
Saturday, May 5, 2012
Mohabat "Khawab" Hoti Hai.
Mohabat "Khawab" Hoti Hai.
Bari "Betaab" Hoti Hai.
Jo koi pooch Bethy To.
Mohabbat "Raaz" Hoti Hai.
Machalti see Umangon ka.
Suhana Sath Hoti Hai.
Jo koi Dhondna Chahy.
To Ye "Nayab" Hoti Hai.
Mohabat Phool Hai Shayad.
Ghamon ki Dhool Hay Shayad.
Chamakti Raat Hai Shayad.
kisi ki Yad Hay Shayad.
Mohabat Pur Sakoon Bhi Hai.
Mgar Betab Hoti Hai.
Agar Mil Na Skey
To Phir.
"Adoora Khwaab"
Hoti Hai...
Bari "Betaab" Hoti Hai.
Jo koi pooch Bethy To.
Mohabbat "Raaz" Hoti Hai.
Machalti see Umangon ka.
Suhana Sath Hoti Hai.
Jo koi Dhondna Chahy.
To Ye "Nayab" Hoti Hai.
Mohabat Phool Hai Shayad.
Ghamon ki Dhool Hay Shayad.
Chamakti Raat Hai Shayad.
kisi ki Yad Hay Shayad.
Mohabat Pur Sakoon Bhi Hai.
Mgar Betab Hoti Hai.
Agar Mil Na Skey
To Phir.
"Adoora Khwaab"
Hoti Hai...
Subscribe to:
Posts (Atom)