ADS

Friday, January 29, 2016

Wo kagaz ki kashti Wo barish ka pani

Ye Dolet Bhe Le Lo Ye Shohret Bhe Le Lo Bhaly Chheen Lo Mujh Se Meri Jawaani....

Magar Mujh Ko Lota Do Bachpan Ka Sawan Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani

Muhallay Ki Sabse Purani Nishaani Wo Burhiya Jise Bachhe Kahte The Naani

Wo Naani Ki Baton Me Paryon Ka Dera Wo Chehre Ki Jhurion Me Sadion Ka Phera.

Bhulaaye Nahi Bhool Sakta Hai Koi Wo Chhoti Si Raten Wo Lambi Kahani

Kabhi Rait Ke onche Teelon Pe Jana Gharonde Banana Bana Kar Mitana...

Wo Masum Chahat Ki Tasveir Apne Wo Khabon Khiyalon Ki Jageer Apne

Na Duniya Ka Gham Tha Na Rishton Ke Bandhan Bari Khoobsurat Thi Wo Zindagani

Ye Doulat Bhi Le Lo, Ye Shohrat Bhi Le Lo Bhale Chheen Lo Mujh Se Meri Jawaani

Magar Mujh Ko Lota Do Bachpan Ka Sawan Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani...

Friday, January 15, 2016

Best Two Lines Urdu Poetry

Itna Be Hiss ke pigalta hi nahi tha baton se
Aadmi tha k trasha hoa pathar dekha.

Mery Ban Jao

Mery Dill ki tasalli ky liye faqat itna hi kafi he
Hawa jo tum ko choti he main us main sans leta hon

Mery Ban Jao

Nahi pasand muhabat main milawat mujh ko
Agar wo mera ha to khwab bhi mera hi dekhy

Mery Ban Jao

Bohat maghror hoty ja rhy ho
Muhabat main kami karni pary gi

Mery Ban Joa

Suna he us ko muhabat duaayn deti he
jo dill pey chot to khaye magr gila na kary

Mery Ban Joa

Byan kar dain jo toty hoy dill ki haalat
Yaqeen manye alfaz ki ragain phat jayn

Mery Ban Jao

Gonjty rehty hain alfaz mery kanon main
to to aaram sy kh deta he allah hafiz

Mery Ban Jao

Ye na thi hamari qismat ky wisaal yar hota
agar or jeety rhty yhi intazar hota

tery wady par jiye ham to ye jan jhot jana
ke khushi sy mar na jaty agar aetbar hota.

Thursday, January 14, 2016

2016 Urdu Poetry

Na koi ranj ka lamha ksi ky pass aay
Khuda kary nya sall sub ko ras aye

Mery Ban Jao

Ye sall bhi udas rha roth kar gya
Tuj se mily baghair december guzar gya

jo baat motabar thi wo sar se guzar gai
jo harf sarsari tha wo dill main utar gya

Mery Ban Jao

Mery lafzon se nkal jay asar
koi Khwahish jo tery bad karon.

Mery Ban Jao

Beet na jayan khi muj se ye bara mosam
Reh na jaon is saal bhi tanha us se kehna

Mery Ban Jao



Friday, January 1, 2016

New Year Poetry

Aaye guzry baras Btaa tjhe bhoolun kesy!!
Tery Lamhon ne mry Brso’n ki rfaqat cheeni....

ADS