Urdu poetry (Urdu: اُردُو شاعرى Urdū S̱ẖāʿirī) is a rich tradition of poetry and has many different forms. ... Meer, Dard, Ghalib, Anees, Daag Dehlvi, Dabeer, Iqbal, Zauq, Josh, Akbar, Jigar, Faiz, Firaq, Shakeb Jalali, Ahmad Nadeem Qasmi, Shair, Mohsin, Faraz and Faizi are among the greatest poets of Urdu. 2 line poetry, ghazals,
Sunday, May 7, 2017
love poetry
Urdu Shayari Images Download for Free
Urdu Shayari Images Download
All these images of Urdu Shayari we make using an awesome method of Urdu poetry making that boost your feelings of love. Download and share if you share all these images of Urdu poetry with one click just select the social button below of the images or end of the post.
Friday, May 5, 2017
2 line urdu love poetry
Thursday, May 4, 2017
Heart Touching Poetry in Urdu 2 Lines
Heart Touching Poetry in Urdu
Enjoy these 15 special hearts touching poetry pictures for him from the heart, and touch his heart with heart touching Urdu 2 lines Poetry.Poetry in Urdu 2 Lines With Pics
Wednesday, May 3, 2017
Ek shab e mehtab se bhaghty phirty hain
Ek Shab-e-Mehtab Se Bhagtay Phirtay Hain
Ham Kiun Apnay Aap Se Bhagtay Phirtay Hain
Pyas Ki Shidat Honton Ki Taqdir Howi Aur Ham Qatraa-e-Aab Se Bhagtay Phirtay Hain
Sham Dhalay Saari Choupaalain Sajti Hain Ham Apnay Ehbaab Se Bhagtay Phirtay Hain
Khushbuu Ki Tehreer Badan Per Likhi Hai Aur Safaid Gulaab Se Bhagtay Phirtay Hain
Ik Kitaab Lye Phirtay Hain Hathon Mein Aur Zar-o-Asbaab Se Bhagtay Phirtay Hain
Unhain Kisi Taabeer Ki Khwahish Kia Hogi... Loog Jo arsaa-e-Khwaab Se Bhaagtay Phirtay Hain
Aankhon Mein BeTaab Samandar Hai Phir Bhi Jaanay Kis Gardaab Se Bhaagtay Phirtay Hain.
Mery Ban Jao.
Tum Udaas Ho
Tum udaas ho?
Rat ko chand taron se batain mat kiya karo,
Pholon ko dekh kar mat chonka karo,
koi tbiyat ka pochy to mosam
ky bary me mat btaya karo,
Kaghaz par aarhi trchi lakerain mat khncha karo.....
Warna log khain gy tum udaas ho.
(Fakhira Batool)
Mery Ban Jao