Urdu poetry (Urdu: اُردُو شاعرى Urdū S̱ẖāʿirī) is a rich tradition of poetry and has many different forms. ... Meer, Dard, Ghalib, Anees, Daag Dehlvi, Dabeer, Iqbal, Zauq, Josh, Akbar, Jigar, Faiz, Firaq, Shakeb Jalali, Ahmad Nadeem Qasmi, Shair, Mohsin, Faraz and Faizi are among the greatest poets of Urdu. 2 line poetry, ghazals,
Showing posts with label Bewafa. Show all posts
Showing posts with label Bewafa. Show all posts
Tuesday, May 19, 2015
Wednesday, October 9, 2013
Ruh Tak Neelam Ho Jati Hai Bazar e Ishq Main | Pagli Larki
Ek Pagli Larki
Ruh Tak Neelam Ho Jati Hai Bazar e Ishq Main..
Itna Asaan Nahi Hota Kisi Ko Apna Bana Lena..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
__________?? "ShaBi" ??__________
Wednesday, September 18, 2013
Ek Ye Khwahish Ke Koi Zakhm Na Dekhe Dil Ka | ShaBi
Ek Pagli Larki
Ek Yeh Khwahish Ke Koi Zakhm Na Dekhe Dil Ka..
Ek Yeh Hasrat Ke Koi Dekhne Waalaa Hota..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
Ek Yeh Hasrat Ke Koi Dekhne Waalaa Hota..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
__________?? "ShaBi" ??__________
Saturday, December 29, 2012
Mujh Ko Be-Wafa Kehne Wali | Ek Pagli Larki
Ek Pagli Larki
"Be-Wafa"
Mujh Ko Be-Wafa Kehne Wali
Main Ne Tujhe Chahne Ki Saza Main
Tujhe Paane Ki Chah Main
Teri Talaash Main
Muhabbat Ka Sehra Te Karte Karte
Khud Ko Bhi Kho Diya..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
Mujh Ko Be-Wafa Kehne Wali
Main Ne Tujhe Chahne Ki Saza Main
Tujhe Paane Ki Chah Main
Teri Talaash Main
Muhabbat Ka Sehra Te Karte Karte
Khud Ko Bhi Kho Diya..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
__________?? "ShaBi" ??__________
Sunday, December 23, 2012
Tujhe Khabar Nahi Aye Bewafa Sanam Hum Ne | Pagli Larki
Ek Pagli Larki
Tujhe Khabar Nahi Aye Bewafa Sanam Hum Ne..
Sahey Hai Hanste Howe Gham Teri Khushi Ke liye..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
Sahey Hai Hanste Howe Gham Teri Khushi Ke liye..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
__________?? "ShaBi" ??__________
Wednesday, December 19, 2012
Tu Bhi Aaine Ki Tarha Bewafa Nikla | Ek Pagli Larki
Ek Pagli Larki
Tu Bhi Aaine Ki Tarha Bewafa Nikla..
Jo samne Aaya, Ussi Ka Ho Gaya..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
Jo samne Aaya, Ussi Ka Ho Gaya..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
__________?? "ShaBi" ??__________
Sunday, December 9, 2012
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare, Tujhe Us Se Koi Juda Kare | Ek Pagli Larki
Ek Pagli Larki
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare..
Tujhe Us Se Koi Juda Kare..
Tere Hoont Hansna Bhool Jayen..
Tere Aankh Pur-Num Raha Kare..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
Tujhe Us Se Koi Juda Kare..
Tere Hoont Hansna Bhool Jayen..
Tere Aankh Pur-Num Raha Kare..
Tu Us Ki Baatain Kiya Kare..
Tu Us Ki Baatain Suna Kare..
Usse Daikh Kar To Ruk Jaye..
Wo Nazar Jhuka Kar Mila Kare..
Tujhe Dosti Bhi Na Raas Aye..
Tu Tanha Tanha Phira Kare..
Tujhe Hijar Ki Wo Jhari Lage..
Tu Milan Ki Har Pal Dua Kare..
Tere Khwaab Bikhrain Toot Kar..
Tu Kirchi Kirchi Chuna Kare..
Tu Gali Gali Sada Kare..
Tu Nagar Nagar Phira Kare..
Tujhe Ishq Per Phir Yaqeen Ho..
Usse Tasbiyoon Per Gina Kare..
Phir Main Kahoon Ishq Dhong Hai..
Tu Nahi Nahi Kiya Kare..
Tu Us Ki Baatain Suna Kare..
Usse Daikh Kar To Ruk Jaye..
Wo Nazar Jhuka Kar Mila Kare..
Tujhe Dosti Bhi Na Raas Aye..
Tu Tanha Tanha Phira Kare..
Tujhe Hijar Ki Wo Jhari Lage..
Tu Milan Ki Har Pal Dua Kare..
Tere Khwaab Bikhrain Toot Kar..
Tu Kirchi Kirchi Chuna Kare..
Tu Gali Gali Sada Kare..
Tu Nagar Nagar Phira Kare..
Tujhe Ishq Per Phir Yaqeen Ho..
Usse Tasbiyoon Per Gina Kare..
Phir Main Kahoon Ishq Dhong Hai..
Tu Nahi Nahi Kiya Kare..
__________?? "ShaBi" ??__________
Friday, December 7, 2012
Ye Meri Talaash Ka Jurm Hai Ya Meri Wafa Ka Qasoor Wasi | Ek Pagli Larki
Ek Pagli Larki
Ye Meri Talaash Ka Jurm Hai Ya Meri Wafa Ka Qasoor Wasi..
Jise Dil Ke Jitna Qareeb Laon, Wo Utna Hi Be-Wafa Nikalta Hai..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
Jise Dil Ke Jitna Qareeb Laon, Wo Utna Hi Be-Wafa Nikalta Hai..
Ek Pagli Larki ???e? pa?la lar?a???
__________?? "ShaBi" ??__________
Subscribe to:
Posts (Atom)